Taira Maira Rishta
Rukh badalta rehta hai talluq humara
Kis kis mor pe, Kis kis tarha
Chaho bhi tu na bhula pao gay
Woh din, Woh baat, Woh ehsas, Woh Maza,
Tumharay dil ki narmi, aur woh mairy dil ki talkhi
Yea bhandhan kambakhat aisa...
Socho tu maut bhi na kar sakay gi hum ki juda!

0 comments:
Post a Comment